Original Artist Lyrics of Hindi Song, Sung By Kayden Sharma. The Song Is Written By Kayden Sharma and Music Was Composed By Oblong Sioni & Ankur Jyoti.
Song Title: | Original Artist |
Singer: | Kayden Sharma |
Lyrics: | Kayden Sharma |
Music By: | Oblong Sioni & Ankur Jyoti |
Music Label: | KaanPhod Music |
Release Date: | 3rd December 2023 |
Original Artist Lyrics - Kayden Sharma
Ek sapna aaya kal raat mein
Time Travel karke gaya past mein
Aaj ki aakhon se dekha main kal wale visual
Mila kalakaaron se jo sahi mein original
Somewhere between 1915 ya 20 ke gap mein
Chaplin look alike
Contest mein khud ich aa gya Chaplin
Haar gya chaplin, jeeta bhi nahi
Khud banne ka contest
I was like kya chal raha ye
Koi dedo meku context
Mood kharab tha mera kuch wajah se
Par wooh... I didn't know
When did I start laughing
Humour uska mood lighting bro
Black and White tha era wo
Isliye samjhe apan sab brown hai
Par saamne se baithke jab dekha
To uski blue eyes thi bro
A Man impressed me with the craft so bad bola
Day is wasted agar laughter lack hota
Khud roke dusro ko Hasana mushkil
Entertainment bhi ek art hai facts brother
Got all reason to not hold my thing
They're fond of me cause I don't write sh!t
Back in the head bajri thi ajeeb si composition
And it goes like this...
Na Na Nana Nana
Na Na Nana Nana
Na Na Nana Nana
Na Na Nana Nana...
Dekha main calamity
Dekha main kala miti
Sapne mein aankh khuli
Aur sapne mein dekha main reality
Phir mila Albert Einstein unn toh eda mental
Baalo ka messy style
Par thoughts aligned, bright as candle
Moonh pe wo weird wali smile se sab karta handle
Socks pehne waste hota time
Isliye pehanta sandal
Phir mil gaya Michael Jackson
Without light camera action
Itti population mein eklauta centre of attraction
Main bola aisa ajooba banna apan
Sab chalna chahte aage
Usku ulta chalna pasand
To phir...
Main bhi to jee sakta marzi se
Par ye society ka hai kyun pressure
Technology creator ki creativity kheenche
Screen bani acupressure
Khaane ko milri na 3 waqt ki roti
Aur sar pe hai chhat
To phir hai kyun tension
Logo ka opinion mere jeene ka dhang
Kyunki hona na reputation
Ye sab dekh dekh hi mereku mil gaya navigation
Main khud ich galat, par sab pe lagaya allegation
Approval paane ku bhara main kitte application
Kaahe ki likhayi, jisme mereku ho naa validation
Now want a reason if you don't like me
They're fond of me cause I don't write sh!t
Back in the head bajri thi waich wali composition
And it goes like this...
Dekha main calamity
Dekha main kala meeti
Sapne mein aankh khuli
Aur sapne mein dekha main reality