Ranjhna Lyrics of Hindi Rap Song, Sung By Kalam Ink ft. Harjas Harjaayi. The Song Is Written By Kalam Ink and Music Composed By Greyy Bass.
Song Title: | Ranjhna |
Sung By: | Kalam Ink ft. Harjas Harjaayi |
Written By: | Kalam Ink |
Music By: | Greyy.Bass |
Music Label: | Kalam Ink |
Release Date: | 28th January 2024 |
Ranjhna Lyrics - Kalam Ink
Sohniye, heeriye
Teri yaadan da gulaam ranjha
Ho sake to wapas aaja
Maafi dede ranjhe nu apne
Pehle jaisa kar doon main vaada
Ye duniya dikhavati thi sach mein
Hum khaa na sake teri jhoothi kasmein
Hum kitni dafaa na roye jaane jaa
Par aakhir kaar, ro hi gaye
Wo ho ho hoho
Ro hi gaye, ha ha aaha
Ro hi gaye, oho
Ro hi gaye...
Sohniye, heeriye
Teri yaadan da gulaam...
Gulaam raha yaadon ka main raat bhar
Gidgidaaya tujhse roj, mujhse baat kar
Thak haar kar kholi thi kitaab
Par tu padh ni paaya mujhe
Ab hisaab kar...
Koi gham ni tera
Tu sanam ni mera
Haath pher kar gayi
Phir tune mooh bhi fera
Ujaala hua raat mein, uljha savera
Main raha lakho gharon mein
Bas tu ni tha basera
Bana banjaara, chhod diya samjhanaÂ
Aata dabb jaana, aata nahi kam jaana
Maine aansu peene seekh liye jaaneman
Seekh liya gham khaana
Aur tujhse sikha bina bole chale jaana
Kaha tha na, tune nahi aanaÂ
Aur tu nahi aaya
Aur tu nahi aaya
Aur tu nahi aaya...
Kaisi hain ye dooriyan
Jo humko mili
Saath mere tu nahi hai
Khaati mujhko roshni
Maine qismaton mein meriÂ
Tujhko baandh rakha hai
Maine 7'o hi janamÂ
Tujhe maang rakha hai
Tune pyaar ki lakeereinÂ
Is qadar modd di
Tune jaane ko hai bola
Phir kyun baandh raha hai
O mirzeya tera dard salamat...
Koi gham ni tera
Tu sanam ni mera
Haath pher kar gayi
Phir tune mooh bhi fera
Ujaala hua raat mein, uljha savera
Main raha lakho gharon mein
Bas tu ni tha basera
Bana banjaara, chhod diya samjhanaÂ
Aata dabb jaana, aata nahi kam jaana
Maine aansu peene seekh liye jaaneman
Seekh liya gham khaana
Aur tujhse sikha bina bole chale jaana
Kaha tha na, tune nahi aanaÂ
Aur tu nahi aaya
Aur tu nahi aaya
Aur tu nahi aaya...
Teri meharbaaniya kuch iss qadar nibhayenge
Jis raah pe gaye ho tum, hum kabhi na jayenge
Dil da rakh le mere tu thoda sa khayaalÂ
Meri jaan dekhna kya hai, tere ranjhe ka haal
Ranjhe ka haal, tere ranjhe ka haal
Ranjhe ka haal, tere ranjhe ka haal...Â